Android phone ke font ko kaise change kre

( function() { if (window.CHITIKA === undefined) { window.CHITIKA = { 'units' : [] }; }; var unit = {"calltype":"async[2]","publisher":"Yourlovesatyam","width":550,"height":250,"sid":"Chitika Default"}; var placement_id = window.CHITIKA.units.length; window.CHITIKA.units.push(unit); document.write('
'); }());
r;">
Kya aap Android Phone ka default Font use karke bore ho chuke hai. Default Font simple or comfortable hota hai lekin modern time me ye apke android device ka look bekar kar deta hai. Islye android users apne device ka font change karna chahte hai. Mai apko batunga Android Phone me font kaise change karte hai.

Waise bhi alag look ka font apke android device ko smart banata hai. Agar apko apne friend ke samne smart banna hai toh Apne phone ka font change kare. Waise toh Phone ka font change karne ka bahut sare tarike hai. lekin mai apko kuch best tarike bata raha hu font change karne ka.
Unme se kuch method ko use karne ke liye apka android phone root hona chahye.

1.Hi Font Method

Play store pe Hi Font app free me Download kar

Ye app sabhi smartphone me support karta hai. Lekin Hifont use karne ke liye android phone ko root karna hoga.Agar aap purana font phir se use karna chahte hai toh Hi font default font ko store kar leta hai, jisye aap jab chahe use karke font change kar sakte hai. 

Step By step Process Hi font se Font change karne ke liye

1. Sabse pahle Hifont app install kare. 

2. Ab apps ko open kare. 

3.  Ab jo font apko pasand hai select kare.
4. Ab us font ko Save karde,Phir phone ko Restart kare. Apke android phone ka font change ho jayega.


Last word

Aaj maine aapko btaya ki smartphone me font kaise change kre mobilestrick ke letest updates ke liye Email pe follow kare. 
Latest


EmoticonEmoticon